Facebook
Twitter
Problem melden

Tanhai (Dil Chahat Hai) Songtext

Chhaaya hai jo dil pe kya nasha hai
Aisa lag raha hai pyaar ho raha hai
Ho, chhaaya hai jo dil pe kya nasha hai
Aisa lag raha hai pyaar ho raha hai
Beqaraari mein bhi kitna maza hai
Aisa lag raha hai pyaar ho raha hai
Apni palkon mein mujhko chhupaaya hai
Ek chehre ne mera chain churaaya hai
Har taraf shokh mausam ka saaya hai
In hawaaon ne mera aanchal udaaya hai
Dil mein jo chhupi hai ek dilruba hai
Aisa lag raha hai pyaar ho raha hai
Beqaraari mein bhi kitna maza hai
Aisa lag raha hai pyaar ho raha hai
Main to deewaani teri hone lagi
Ajnabi khayaalon mein khone lagi
Kuch khabar hui na mujhko teri kasam
Kab aur kahan yeh chaahat hui sanam
Dard hai chubhan hai haya hai
Aisa lag raha hai pyaar ho raha hai
Chhaaya hai jo dil pe kya nasha hai
Aisa lag raha hai pyaar ho raha hai
Hm, beqaraari mein bhi kitna maza hai
Aisa lag raha hai pyaar ho raha hai
Aisa lag raha hai, aisa lag raha hai
Aisa lag raha hai pyaar ho raha ha
News
Dua Lipa: Sie wünscht sich Cyndi Lauper als Glastonbury-Gast
Vor 2 Tagen
Dua Lipa: Sie wünscht sich Cyndi Lauper als Glastonbury-Gast
Take That: Ebenfalls Konzert in Manchester abgesagt
Vor 2 Tagen
Take That: Ebenfalls Konzert in Manchester abgesagt
Various Artists - Tanhai (Dil Chahat Hai)
Quelle: Youtube
0:00
0:00
Made with in Berlin
© 2000-2024 MusikGuru