Tumse milne ki tamannah hai,
Pyaar ka iraada hai,
Aur ik vada hai jaanam
Jo mile to sahi phir zamana
Dekhega apna pyaar
O mere yaar
Main shaayar nhi
Deewana nhi
Main aashiq nhi
Parvaana nhi
(mili jab se nazar,
Tab se jane jigar)2
Main ho gaya deewana 2
Ab jane kya hoga jane janaaa.
Tumse milne ki tamanna hai,
Pyaar ka irada hai
Aur ik vada hai jaanam
Writer(s): Nadeem Shravan
Lyrics powered by www.musixmatch.com