Bedeutung
Facebook
Twitter
Problem melden

Mere Rashke Qamar Lyrics

Mere rashk-e-qamar, tu ne pehli nazar,
Jab nazar se milayee, mazah aa gaya
Barq si gir gayee, kaam hee kar gayee,
Aag aisi lagayee, mazah aa gaya

Baehijaabana woh saamne aa gaye,
Aur jawaani jawaani se takra gayee
Aankh unki lari, yun meri aankh se,
Dekh kar yeh larayee, mazah aa gaya

Aankh mein thi haya, har mulaaqat per,
Surkh aarid hue wasl kee baat per
Ussne sharma ke mere sawaalat pe,
Aisay gardann jhukayee, mazah aa gaya
News
The Rolling Stones zollen Charlie Watts Tribut
Vor 2 Tagen
The Rolling Stones zollen Charlie Watts Tribut
Janet Jackson: Ankündigung ihrer Europatournee
Vor 2 Tagen
Janet Jackson: Ankündigung ihrer Europatournee
Nusrat Fateh Ali Khan - Mere Rashke Qamar
Quelle: Youtube
0:00
0:00
Made with in Berlin
© 2000-2024 MusikGuru