Bedeutung
Facebook
Twitter
Problem melden

Zindagi Ki Yahi Reet Hai (From "Mr. India") Songtext

Ooh ooh, ooh ooh, ooh ooh, ooh ooh

Zindagi ki yehi reet hai
Haar ke baad hi jeet hai
Zindagi ki yehi reet hai
Haar ke baad hi jeet hai
Thode aansu hai, thodi hasi
Aaj gham hai to kal hai khushi
Zindagi ki yehi reet hai
Haar ke baad hi jeet hai
Thode aansu hai, thodi hasi
Aaj gham hai to kal hai khushi
Zindagi ki yehi reet hai
Haar ke baad hi jeet hai

Zindagi raat bhi hai, savera bhi hai zindagi
Zindagi raat bhi hai, savera bhi hai zindagi
Zindagi hai safar aur basera bhi hai zindagi
Zindagi hai safar aur basera bhi hai zindagi
Ek pal dard ka daanv hai
Dusra sukh bhari chhaaon hai
Har naye pal naya geet hai
Zindagi ki yehi reet hai
Zindagi ki yehi reet hai

Gham ka baadal jo chhaaye to hum muskuraate rahe
Gham ka baadal jo chhaaye to hum muskuraate rahe
Apni aankhon mein aashaaon ke deep jalaate rahe
Aaj bigde to kal phir bane
Aaj roothe to kal phir mane
Waqt bhi jaise ek meet hai
Zindagi ki yehi reet hai - 2
Haar ke baad hi jeet hai
Thode aansu hai, thodi hasi
Aaj gham hai to kal hai khushi
News
Sonya Kraus: Starke Botschaft an ihre Fans
Vor 2 Tagen
Sonya Kraus: Starke Botschaft an ihre Fans
Beatrice Egli: Das sagt sie zu Beauty-OPs
Vor 2 Tagen
Beatrice Egli: Das sagt sie zu Beauty-OPs
Kishore Kumar - Zindagi Ki Yahi Reet Hai (From "Mr. India")
Quelle: Youtube
0:00
0:00
Made with in Berlin
© 2000-2024 MusikGuru